HTML Full knowledge ..


Full Form of Html :- Hyper text markup language. Aise language jo ji ek Dusre word se attech rhti hai kisi word me click krne ke baad dusra process ya dusra page open ho jaye aisa consapt Hyper text kahlata hai
Markup means hota hai ki Us sabhi chizo ka group ko markup bolte hai.


What is html :- Html ek client side scripting language hoti hai jo ki hamare front end me Execute hoti hai ye user ko Graphics ke madhyam se  hamare page ki knowledge deti hai . isse hum apne web page ka structure ko banate hai jisse ki hamare side me aane wala user samjh sake ki ye website kis perpose ke liye banayi gayi hai. HTML user friendly hoti hai mtlb ki iska code karte time hum chahe jaise iska code ko kar skte hai isme kuch bhi galat hone par pura program wrong nhi hota hai jo code ko hum galat karte hai keval vahi code wrong hota hai.
aur baki aage ka code execute ho jata hai. Html ko sikhna bahut aasan hota hai isko hum kuch mahino me ikdam shikh skte hai.

Part Of HTML Tag.

(1) Container Tag.(2) Non Container Tag.


(1) Container Tag :-- Container tag vah  tag hota hai jiske ander hum apne contain ko rakh sakte hai chahe humara contain jis tarah ka ho chahe vo text ho ya video ,images kuch bhi ho usko hum uske ander rakh sakte hai aisa tag ko container tag kahte hai.
Example :--- <P> , <Img src> ,<H1-H6>, etc.

Non Container Tag :
-  Yah tag Wah Tag hota hai jiske ander hum apne contains ko nhi rakh skte hai Wah Non Container Tag Kahlata hai.
iska use keval line break ya Kuch aise kaam ke liya kiya jata hai jiske ander humare Contain na ho
Exm <br>, <hr> etc.


Guys ab aage ki information aage wale page me hai